New trending full screen watermark editing | full screen logo watermark editing pixel lab 2022 | asrkharda

How to make full screen status watermark logo in pixellab

First time open pixellab

New trending full screen watermark editing Sabse pahle aapko Ek background lena hai background add karne ke bad aapko Ek ek PNG e Name likhna hoga naam likhane ke bad jo bhi aap logon banana chahte Hain uski logon ka naam likhenge

uske liye aapko kuchh Font ki jarurat hogi to main aapko Font dene wala hun ISI artical Ke niche ko mil jaenge aap bhi Karke unko download kar lena kaise download karte hain is article ke last Mein main bata dunga

Font add karne ke bad jo bhi aap naam likhna chahte Hain naam likhenge Uske bad aap ko uske andar black colour le lena hai colour lene ke bad uska saydo enable karna hoga

Uske bad aapko niche naam likhna Hoga Jaise main likh rakha Hai

4k Status editing is tarike Se Maine likh rakha hai aap bhi jo bhi naam likhna chahte Hain niche naam likhenge Uske bad aapkousmein aapko colour dalna hoga to colour aap black love Rakh lenge Uske bad aapko usmein font apply karna hoga

Font dalne ke bad  aapka logo change aap ka log Uske bad aapko niche Instagram ka aur telegram PNG logo add karna hoga

New trending full screen watermark editing PNG logo add karne ke bad ab aapko Ek PNG frame add Karni hogi is per aap naam likhenge to aapko Instagram ka logo shirt karne ke bad Jo aapke Instagram ka username hai vah aap likhenge likhane ke bad aapko white colour ki le lena hai

Uske bad aapko logon ko Sahi tarike se hat kar dena hai telegram PNG logo ko bhi add karna hoga Jo aapke telegram channel ka naam hai vah naam aap likhenge 

Uske bad aapko Ek PNG logo add karna hoga full screen logo ke upar Uske bad aapka logon complete ban jaega aap use apni gallery Mein save kar lenge

Uske bad aap usse jab Bhi status banate hain Uske aage aapko set kar lena hai

                                                     How To Download All Material Link

Download All Material Link

doston aaj ke is article Mein bus Kitna hi main aapse milta hun new artical Mein tab tak li jay hind vande mataram

Leave a Comment